SAAZ-E-GHAZAL (A journey of Urdu Ghazal with Hindustani Classical Music)
Written & Recited By Shushant Chattopadhyaya ‘Safeer’
1 – Sher #1
‘Yahan pe roz jalta hain tamana ka diyalekin
Hawa ki saazishon mein hain mera dil hi nishana phir’
2 – Sher#2
‘Main khwaab se baatein karnewala kiska Jahan aabad karu
Ish gham kay tasalsul mein pinha kis dard ko main aazad karu’
3 - Sher#3
‘Doondhta kise phire sukhan kay aayene mein tu
Kahan gaye ‘Firaq’ ab ‘Nida’ dahar mein layie’